Rabi ul Awal ka mahina islami saal ka teesra mahina hai. Ye mahina khair o barkat or sa’adaton ka mahina hai kyun k is mahine ki 12 tarikh ko Allah Ta’ala ne apne fazl o karam se Rehmat ul lilalamin Hazrat Muhammad Mustafa (SAW) ko paida farma kar apni naimaton ki barish farmayi. Ap (SAW) ka is duniya mai tasreef lana hmare liye Allah Ta’ala ka bht bara ehsan hai. Irshad e bari Ta’ala hai k:
لقد من اللھ علی المو منین اذ بعث فیکم رسول۔
Allah ta’ala ne iman walon per ehsan kiya jb us ne apne mehboob ko rasool bna kar bheja.
Ap (SAW) ki zaat hmare liye Allah ki tarf se ek inam or ek ehsan hai or rehmat hi rehmat hain.
و ما ار سلنک ا لا ر حمت الا لمین ۔
Or Allah Ta’ala ne Ap (SAW) ko tmam jahanon k liye rehmat bna k bheja.
Ba’az ulma ikram ka khyal hai k ramzan ka mahina bari fazilat or azmat ka maheena hai q k is mahine mai hmen rozay ata famaye gye laila tul qadar ata farmayi gayi etqaf ki barkaten ata farmayi gayi, quran e pak ata farmaya gya, naikiyon k ajr o sawab mai azafa ata farmaya gya is lehaz se amzan ka mahina bari azmat or fazilat ka mahina hai lekin ba’az ulma ikram ka khayal hai k rabi ul awal ka maheena zyada fazilat o azmat ka mahina hai kyun k rabi ul awal ka mahina ek aisi khasiyat se saal bhar k tamam mahinon se zyada afzal or qabil e ehtram hai k Allah ta’ala ne is mahine mai apna mehboob ata farmaya. Ap (SAW) k ane se hmen ramzan ka mahina mila, ramzan ki barkaten mili, etiqaf mila,quran mila, iman mila, laila tul qadar mili, naikiyon k ajr o sawb mai izafa mila, rehnumai mili, goya k Khuda b mila to Ap (SAW) ki nisbat se mila. Ap (SAW) ki wiladat ek aisi naimat hai. Sari naimaten na milti agar hmen Ap (SAW) na milte. Allah Ta’ala ne jb quran ko nazil kiya to hmen ehsan nhi jatlaya, ramzan ka mahina ata farmaya to ehsan nhi jatlaya, laila tul qadr ka ehsan nhi jatlaya, suraj, chand, sitare, asman, zameen, hatta k insan hone ka ehsan b nhi jatlaya, sirf ye farmaya k aye logon agar tum meri naimaton ko gin’na chaho to gin nhi sako ge. Phir farmaya tum apne rab ki kon kon si naimaton ko jhutlao ge. kisi naimat pr ehsan nhi jatalaya balke Ap (SAW) ki amad per Ehsan jatlaya. Allah ta’ala ne irshad farmaya k jb Allah tumhe koi naimat de koi rehmat kare to khushi mnaya karo Ap(SAW) ki zaat hmre liye rehmat hi nhi balke rehmat ul lilalamin hai is lehaz se ye mahina munfarid ho jata hai. Jb Allah ki naimat mile Khush hona chaiye, Allah ka shukar ada karna chaiye nashukri nhi karni chaiye…..
Irshad e Bari tala hy,
“Mai or mairy frishty nabi pak s.a.w. pr drood or slam bhaijty han .ay iman walo tum b un pa drood o slam bhaijo.”
Hazrat abu heraira.r.a sy rwayat hy,
“farmaya.Nabi pak s.a.w.ny k jo koi mujh pr aik bar drood bhaijy ga.Allah us pr das bar rehmt nazil farmay ga,das guna us k muaf frmay ga,or das darjay buland farmay ga.”
Hzrat abdullah bin masuod r.a. sy rwayat hy,
“farmaya nabi pak s.a.w. ny k Qiyamat k din mairy sab sy ziyada nazdek wo shakhs ho ga.jo mujh pr ziyada drood bhaijta hy.”
IS mahine mai…jb Rabi ul awal ka chand nazar ay.us rat sy sara mahina drood pak prty rhain.khas kr isha ki nmaz k bad drood prhty huwy bawazu so jain.is amal sy inshallah usko Hzoor s.a.w. ki ziyarat khwab mai zroor ho g.
DROOD PAK…1.Drood e ibraheem..jo nmaz mai prha jata hy.
اللھم صل علی محمد ن النبی الامی و ر حمتھ اللھ و بر کا تھ
الصلوتھ وا سلا م علیک یا رسو ل اللہ
وعلی آلک و صحا بک یا سید ی یا رسول اللہ
Jo koi Rabi ul awal k mahine mai is drood ko 100,000.sawa laakh bar parhy ga.usko ap s.a.w. ki ziyratho g.
Hazrat ibn e abas r.a.sy rwayat hy,
“farmaya Nabi pak s.a.w. ny, jis ny ye drood pak parha..to us k prhny ka swab 7o,000 frishton ko 1,000 dino tak mushaqat mai dalay ga,yani..frishty is drood prhny ka swab 1,000 din tk likhty likhty thak jain gy”
..subhanallah..Allah u Akbar..Drood pak ye hy..
جز ی اللہ عنا سید نا محمد بما ھو اھلھ
اے اللہ ھما ری طرف سے حضرت محمد صل اللہ علیہ وسلم کو وہ جزا عطا فر ما دے جس کے وہ اھل ھیں