Islami saal ka doosra mheena safar hy.Ap s.a.w is mheeny k shuro hony pr afsurda ho jaty thy,or is mheeny k khatm hony pr musarrat ka izhar farmaty thy.Q k ye mheena nzooly bla ka hy.tmam saal mai 10,80,000 blain nazil hoti han,in mai sy 1,20,000 khass mahy safar mai nzool krti han.jo log is maah mai ibadat e ilahi mai apna waqt guzarain gy.un par in blaon ka asar nai ho ga or Allah pak un k gunahon ko moaf kr dy ga.
Mahy safar mai har roz har musalman ko chahiay k, bad nmaz e isha 4 rakat(nmaz nafil) is trha parhy k,pehli rakat mai bad sura e fatiha 15 bar sura kafiroon or dosri rakat mai bad sura e fatiha 15 bar sura ikhlaas,tesri rakat mai bad sura e fatiha k 15 bar sura falaq, chothi rakat mai bad sura e fatiha 15 bar sura naas parhy..slam phairny k bad100 bar drood pak or 1oo bar Astagfar parh kr Allah tala sy dua kary k Allah usy har afat or bla sy mahfooz rakhyor ajr e azeem ata farmay Ameen..